Thursday, March 30, 2006

Mere Lahoo kee do boondein

Zamaana kya hum par aansoo bahataa hai,
Humne dhool se apni aankhen seenchi hain;
Apni maiyat hai, aur unhe rona nahi aata hai,
Janaaza humaraa hai, aur hum hi denge kandha,
Shayad is maut mein hi koi saath dene wala hai.

2 comments:

Arman said...

Kaya baat hai Bisen sahab, aap ne to kamaal hi kar diya...

Chchaa rahe hain aap to..

Well said and a good start at the Dareecha... Keep posting :-)

BuraNaMaano said...

Shukriya Arman Saheb, magar iss nacheez ko aap jaisi cheez se bahut kuchh seekhna hai abhi :-) aap jis muqam par hain, humne to abhi tak uski minaar hi dekhi hai door se.